Woh jisse samajhta tha zindagi,
Meri Dharkano ka faraib tha…
Mujhe Muskurana sikha k Woh,
Meri Rooh tak ko Rula gaya…
Ajeeb Shakhs tha woh aye Zindagi,
Jisse samajh kar bhi na samajh saka…
Mujhe Chahta bhi Ghazab ka tha,
Mujhe Chor kar bhi Chala gaya…!!
Woh jisse samajhta tha zindagi,
Meri Dharkano ka faraib tha...
Mujhe Muskurana sikha k Woh,
Meri Rooh tak ko Rula gaya...
Ajeeb Shakhs tha woh aye Zindagi,
Jisse samajh kar bhi na samajh saka...
Mujhe Chahta bhi Ghazab ka tha,
Mujhe Chor kar bhi Chala gaya...!!
muge pata bato meyn danda mar ke wapes late :ASA:
ASA
5
muge pata bato meyn danda mar ke wapes late :ASA:
ao mujhay danda maaro.. :@: