Aaj subah main ney NashTa nahi kiya tha aur iss waqt bari sakht bhook lagi huwi thi issi liya main aur Biscuit kha raha houn…
Anybody wanna join me for a Garma Garam cup of and Chocolate Chips Cookies
PS:
I am not farigh today, actually I am waiting for my driver who is expected to come any minute… I have to go with him to Abu Dhabi… wahan say waapsi shaam ko hi hogi na…
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k:
garam garam chai hogi n a...
karay karay biss-kutt hongay na...
kitna maza aaraha hoga na ...
chai main duboo duboo kar kha rahay hongay na ...
garma garam chai ko surh surh kar pi rahay hongay na ...
ji nai aap peejiay khud hi... aisi nay to abhi abhi coffee ka lota pia hay abhi :-d
lagta hey aap kahin say mujhay chup chup kar tarr rahay hain Aap ko kaisa pata chala k main chai main Biss-Kutt duboo duboo kar khaa raha houn aur SuRR SuRR kar kay chai Peee raha houn
PS: Allah :swt: ka bara Karam hey Janab - aap apni sunaiya huzoor, mizaaj b’khair hain na qibla…
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey…
ji haan sarkaar, aap kay sheeshay main main nay aik adad camera chupaaya tha I know kay aap ayeena daikhtay waqt kasi kasi shaklain banatay hain (((bata doon yahan ? )))
Ayaaz bhai, me perfectly all right by the grace of Allah, tell me whats new ? and I would like to come to Dubai, lekin can u afford me there? I mean u have job that for me?
… and ur “Masala Tea” reminded me the way they take tea in Africa. They pour tea in a mug and then sprinkle… actually put 1-2 tea-spoon full of Corriander powder in the tea. Mannnnnn… I can’t imagine my tea with spices… I mean I luv Kashmiri Chai with all the pista and ilaichi and cinamon stuff but teekha wala spice in the tea??? Nopes, not my cup of tea :no: