Chahat Kay Is Darya Per Darya Or Kinaray Per Dil Ko Yon Azad Kia Main Nay Tum Ko Yaad Kia
Tanhaii Ki Raton Main
Khud Hi Baaton Baaton Main
Is Dil Ko Yon Shaad Kia
Main Nay Tum Ko Yaad Kia
Jab Say Tum Ko Dekha Hay
Jab Say Tum Ko Chaha Hay
Har Ak Pal Faryaad Kia
Main Nay Tum Ko Yaad Kia
Is Jeewan Kay Nisaabon Main
Or Raaton Kay Khuwabon Main
Jaag Kay Bhi Dil Shaad Kia
Main Nay Tum Ko Yaad Kia
Phool Yeh Khilnay Say Pehlay
Tum Ko Milnay Say Pehlay
Khud Ko Yon Barbaad Kia
Main Nay Tum Ko Yaad Kia