....chaha

Tujhe se kab hum ne mulaqat ka wada chaha
Dur rah kar tu tujhey aur bhi ziyda chaha
Yaad ayi hai teri aur bhi shidat se hamay
Bhool Jaaney ka tujhey jab bhi irrada karna chaha

Wu unhai yaad kerain jis nai bhulaya ho kabhi
hum nai un ko na bhulaya na kabhi yaad kiya

dil ki choton nai kabhi chain se rehnai na diya
jab chalee sard hawa main nai tujhai yaad kiya

is ka rona nahi kyon tum nai kiya dil barbaad
is ka gham hai kai buhat dair main barbaad kiya

very nice JL and guest :k:

:) nice

thanx guest7777, CC, n nikii

nice

very nice guest and jaan l:k:

JL... Good !

thanx guyz:k: