Chaha Tu Buhat Tha.......!!!

Chaha Tu Buhat Tha Yahan, Purr Nahee Badla
Tasveer Badalnay Say Bhee Manzir Nahee Badla

Khuf Aata Hai Umeed Hee Rasta Na Badal Lay
Jub Itnee Tabahii Pay Bhee Ghar Nahee Badla

Mumkin Hai Manzil Ka Taeeun Hee Ghalat Ho
Abh Tak Tu Mairee Rah Ka Phathar Nahee Badla

Tareekh Tumharii Bhee Gawahi Kabhi Daitee
Naiza hee Badal Jaata, Agar sir Nahee Badla

Kaisay Tairay Kehnay Say Badal Jaoon Keh Abh Tak
Daryaoon Key Khawahish Pay Samundar Nahee Badla

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!

nice

thanks for sharing :)

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!


Thank u sir:)

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!

really nice

Re: Chaha Tu Buhat Tha…!!!

Wow, very nice. :k:

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!

BOHAT KHOOB MUDDII,,

Re: Chaha Tu Buhat Tha…!!!

good 1
:k:

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!

Tareekh Tumharii Bhee Gawahi Kabhi Daitee
Naiza hee Badal Jaata, Agar sir Nahee Badla

Kaisay Tairay Kehnay Say Badal Jaoon Keh Abh Tak
Daryaoon Key Khawahish Pay Samundar Nahee Badla

nice :-)

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!


Thank you for liking:)

Re: Chaha Tu Buhat Tha…!!!

Thank you for liking:)

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!


Thank u for liking Married jii:) how r u and how is life?

Re: Chaha Tu Buhat Tha…!!!

Thank u for liking:)

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!

Tareekh Tumharii Bhee Gawahi Kabhi Daitee
Naiza hee Badal Jaata, Agar sir Nahee Badla

zaberdast!

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!


Thank you for liking:)

Re: Chaha Tu Buhat Tha.......!!!


Thank you for liking:)

Hmmmm Islamabad the city of peace ??? well well not these days at all.......!!!

Kabhi Masjid Bananay Pay Jhagra
Kabhi Masjid Giranay Pay Jhagra

Kabhi Chief Justice Htanay Pay Jhagra
Kabhi Chief Justice Laganay Pay Jhagra