Urz hai
Chaha hai unhay toout ka or poout ka roaey
Shayad yeh toout dil key hai or poout chout key
Sa da hich key kyoun dehme hoei hai
ka hein dil routay routay beh gaya hai
Wouh kyyoun fikr e fard mein iss haal mein rehta hein
phir iss haal kou her lamhay khatawar samajta hein
Bouhat baland hein perwaz mein khayaloun ka
youn outerta nahe koei hai meyaar per un ka
mus kou rana shair soun kay waah karna dekyeh
fakhr say seena pohla kar thap thapana dekyeh
Youn tou mehfil mein koei hum ne na un sa dekha
or agar dekha kubhe un say tha dabhta dekha
lo othaya hai qalum shair hein kehnay walay
chaind he alfazoun say helchal hein machanay walay
Doour ka dohl bouhat hein jo sohanay walay
khoul ka, poul hein,y hum sub kou souna nay walay
moulk mein apnay tha mehnat nahein karnay walay
yan tum fakhr say ho bun gaey safaei karnay waalay