Aankhon ko intezaar ka de ke hunar chala gaya
chaha tha ek shaqs ko jaane kidhar chala gaya
din ki wo mehfilen gayi raaton ke rat-jage gayen
koi samet kar mere shaam-o-saher chala gaya
jhonka hae ik bahaar ka rang-e-khayal yaar bhi
harsu bikhar bikhar gayi khushbuu jidhar chala gaya
uske hi dam se dil mein aaj dhoop bhi chandni bhi hai
deke wo apni yaad ke shams-o-qamar chala gaya
kuucha ba kuucha dar ba dar kab se bhatak raha hae dil
humko bhula ke raah wo apni dagar chala gaya
chaha tha ek shaqs ko jaane kidhar chala gaya
Re: chaha tha ek shaqs ko
kia baat hai zabardast
Re: chaha tha ek shaqs ko
Dil ki awaaz dil_ki_awaaz tak pahunchi…thank u for appreciating 
Re: chaha tha ek shaqs ko
niceeeee
Re: chaha tha ek shaqs ko
uske hi dam se dil mein aaj dhoop bhi chandni bhi hai
deke wo apni yaad ke shams-o-qamar chala gaya
bohat hi accha...!
Re: chaha tha ek shaqs ko
mahamji..itni izzat afzaii ke liye shukriya
Ehsass
7
Re: chaha tha ek shaqs ko
chaha tha ek shaqs ko jaane kidhar chala gaya
very nice <!-- / message -->
Zamil
8
Re: chaha tha ek shaqs ko
WAHH WA… :k:
Tamaam ghazal hi betareen hai, sab se ache ye do ash’aar lage;
*din ki wo mehfilen gayin raaton ke rat-jage gaye
koi samet kar mere shaam-o-sahar chala gaya
jhonka hae ik bahaar ka rang-e-khayal yaar bhi
har-su bikhar bikhar gayi khushbuu jidhar chala gaya*
abeeha
9
Re: chaha tha ek shaqs ko
kamal kar diya great job
fghd
10
Re: chaha tha ek shaqs ko
*slowly walks out ..
P_G
11
Re: chaha tha ek shaqs ko
[quote]
kuucha ba kuucha dar ba dar kab se bhatak raha hae dil
humko bhula ke raah wo apni dagar chala gaya
Aankhon ko intezaar ka de ke hunar chala gaya
chaha tha ek shaqs ko jaane kidhar chala gaya
[/quote]
mmmmmm
Re: chaha tha ek shaqs ko
Evilmastermind...why did you walk out? Ans the rest of you....main khush ke aap sab khush!
Re: chaha tha ek shaqs ko
This is beautiful......
Your selection of poems/ ghazals are always very good.
One request, please add the name of poet also.
Re: chaha tha ek shaqs ko
Very nice :k: