Chaand

Tum nay kaha tha
Ka puray Chaand ko
Dekh kar
Mujahay yaad karna

Yaa chaand behi kitnoo ko
Kitnoon ke yaad delata hai
Kitnay maray jasay
Kitnay dard kay maray

Is meethi rooshani say apni rooh ko
Munawar kartay hoon gay…

(Dilsay)

its simple and beautiful

Re: Chaand

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Tum nay kaha tha
Ka puray Chaand ko
Dekh kar
Mujahay yaad karna

Yaa chaand behi kitnoo ko
Kitnoon ke yaad delata hai
Kitnay maray jasay
Kitnay dard kay maray

Is meethi rooshani say apni rooh ko
Munawar kartay hoon gay...

(Dilsay)
[/QUOTE]

Afsoos z aankheh talib e ishq e khuda kam aast
Anra keh dard e ishq na bashud ke adam aast

her kass ba dard e ishq dil aram khu girft
na chishm va kunad dilush az vasl khurm asst

aan ra keh dard neyst ba darmaan nami rasad
zera keh ahl e dard z maqbool e alam aast

Translation please....

[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Translation please....
[/QUOTE]

ahhhhhhhh DILSAY :( kia bora tha marna aghar aik baar hota

Well its a long one and by Qutab uddin Dehlvi ... in siimple words

Afsoos ke isq ke talab gar kam hain
Woh jo Ishq nahi rakhtay insaan nahi hain

Jis nay bhi dard e ishq ko apnay dil main jaga di
Aghar woh daikh sak'tay to un ke dil main vasl ki masti hay

Jis ke (dil main) dard nahi woh Ilaj nahi pata
or dard walay tammam jahan main maqbool hain

Is jahan main jiss nay dard e ishq nahi chaka
Woh humaisha ghum or takleef main rehta hay

...
...
................................

well i guess enough for now ....

(Translation by Azad)

This is beautiful.....

please keep writing....

Re: Chaand

bhae boht achei
aor adhei chand koh dekh kei yad nah kernei ka bola tah kia? :hehe:

nice 1

very nice:k::k:
thanks

Thanks every one...

:k::k::k: