reet
1
Merey aansooan ko milgaya ek aur bhi bahana
Sadiyon baad merey dil ko koyi dhadka gaya hai
Yeh ehsas naya hai jo mainey jiya hai
Mujh sey milkey koyi meri rooh pagaya hai
Kya khab tha koyi ya haseen naghma
Tumharey madhur honton seygunguna gaya hai
Khud sey juda hokar is deewangi mein ji kar
Chaand vo lamha aashiqhi ka mujh ko pagaya hai
m_kamal
3
behtarin
Merey aansooan ko milgaya ek aur bhi bahana
Sadiyon baad merey dil ko koyi dhadka gaya hai
reet
5
GS, m kamal & Aryaan…
thnkoo to all …
thnx GS to liking my nick…
reet
8
thnx chandoo & GKK for liking…
Lamhay
9
bahut khoob Reet thanks 4 sharing!