Chaand Raat

**Dekhiye Chand raat ayi Hai
Sath Khushiyan Hazar layi Hai

Tum chaley ayo aik lamhey ko
Hum Bhi manain ke Eid ayi hai

Chaand bhi ya Chand Lamhon ka
Jaisey Tum ney Jhalak dikhayii Hai

Hum Ne Qismat Ajeeb payi Hai
Eid ka din hai aur Judai Hai**

Re: Chaand Raat

ab tu guzar gai waleedu baba :hinna: