Jo kehta tha aksar mujh ko
Chaand, gulaab aur tera chehra
TeenooN aik sey lagtey hain
Shayed us ko khoob khabar thee
Chaand bana hai shab ka hisaah
Aur gulaab k sar per pat-jhaR
Mujh ko dard-e-hijur mila hai
Jo kehta tha aksar mujh ko
Chaand, gulaab aur tera chehra
TeenooN aik sey lagtey hain
Shayed us ko khoob khabar thee
Chaand bana hai shab ka hisaah
Aur gulaab k sar per pat-jhaR
Mujh ko dard-e-hijur mila hai