**Ae Dil-E-Raayegaan Udaas Udaas
Phir Rahe Ho Kahaan Udaas Udaas
Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
Aasmaan Aasmaan Udaas Udaas
Jab Bhi Dekha Hai Jhaank Kar Dil Men
Ho Gayaa Sab Jahaan Udaas Udaas
Zindagi Khel Hai Udaasi Ka
Ham Yahaan, Tum Vahaan Udaas Udaas
Kya Udaasi K Siva Nahin Kuch Bhi
Ae Mere Laa Makaan Udaas Udaas
Raat Bhar Kyun Jaagte Ho Aakhir
Is Tarah Meri Jaan Udaas Udaas
Ek Taraf Gham Hain Ek Taraf Khushiyaan
Aur Main Darmiyaan Udaas Udaas
**
LP
2
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
:(
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
**Raat Bhar Kyun Jaagte Ho Aakhir
Is Tarah Meri Jaan Udaas Udaas
itna hi khayal hai to jaldi aaya karo na Mr udaas udaas
**
LP
4
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai

Udas mister kyon ? Misses kyon nai ?
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai

KESC walon ko Siraat-e-Mustaqeem pr ly aaayn..........:p Main Jald aa jaonga…
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
Inki ChiRya jaldi aa jaati hy…yehi dair sy aa`ty hyn…
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
udaasi nahin aha. waise uch log shadi ke baad boht udaas ho jate hain, ghar per udaasi ka qabza ho jata hai na
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
KESC walon ko Allah pooche ga
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai

Sach Shadi k baad aysa bhi hota hy…?
LP
10
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai

LP
11
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
udaasi nahin aha. waise uch log shadi ke baad boht udaas ho jate hain, ghar per udaasi ka qabza ho jata hai na
shadi krna ghalti hai ?
LP
12
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
Ye shayad keh rahe hain k shadi nai krni chahiye 
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
shadi krna ghalti hai ?
nahi to
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
:nono:…aysa bhi nhi
Acha…
Khud to ChiRya PakaRli…
Dosron k liya ye song…
Shadi na Karna Yaaron…warna pachtaO gay Saari Life
LP
15
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai

LP
16
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
Phir ?
Kya sabaq parha rahe hain ?
Diva
17
Re: Chaand Ek Umr Se Safar Men Hai
Haey udaasi!!