Chaahat mein kya duniya daari … Ishq mein kaise majboori
Logoon ka kya samjhaane do … Un ki apni majboori
Mein ne dekhi khaak nasheen … Aur tu ne duniya daaroon ki
Meri arz bhi majboori thee … Un ka husn bhi majboori …
Rok sako tu pehli baarish ki bondoo ko tum roko
Katchi mitti tu mehkeay gi hai mitti ki majboori …
Jab tak hansta gaata hai apne hain sab apne hain
Waqt paray tu yaad ajaati hain majboori majboori …
Dedicated to
Lamhay :jano: