**Miaray dil ki raakh kuraikh mat ussay muskura k hawa na day
Yeh cheraagh phir bhi cheraagh hay tera haath kaheen jala na day
zara daikh CHAAND ki kirnoo’n nay bikhar bikhar k tamaam shab
Tera naam likha hay rait per koi laher issay meeta na day
---------------------------------------------------------------
CHAAND niklaa thaa magar raat naa thee pahli sii
Yeh mulaqaat,,,mulaqaat naa thee pahlii sii
Ranj kuch kam to howaa aaj teray milnay say
Yeh alag baat hay woh baat naa thee pahli sii..........................:)
----------------------------------------------------------
**