Catastrophic rain & flood across Punjab - all rain threads merged

Re: Comparing NYC & Lahore : Rain & Flood

**hahaha :smiley:

Is lye tau Lahore ya Punjab se 100,000 bikes ki bjae 297 bikes ne River Ravi cross kia tha on 14th August :hehe:

yha GS pe sb se bra problem hi yhi ata hai ke ground realities ka pta ni h kyu ke geograhical disconnect itna hai ke koi 5 years se Pak ni aya koi 10 years se , Gulf wale tau phir bhi saal mein 2 dfa ajate hai , bs Twitter, FB aur GS pe beth kr Mashallah “Poltical Analysis” ho rha hota hai

Is lye tau 1,000,000 ki bjae 20K bnda aya tha Islamabad !

**