Capri ko Udass Daikh kar .....

***

Shikar nicks ke zakham be un ko dekha dee’ay
Chiknay ne saray raaz Bholay ko bata dee’ay

GS Cafe’ maiN aj ajeeb waa’qeya huwa
Azad~ ki aik Post ne kalay’jay jala dee’ay

Capri udaas dekh k kuch soochnay k baad
Mod ne Haa’ton ke sub to’tay urraa dee’ay

baydaar tu zaror huwey they Hum chat par
Uss ne magaR Block pe dobaRa sulaa dee’ay

is ne be meRi msg ko reply kia na phir kabhi
maiN ne be sab puranay nicks mett’haa dee’ay***

Adab Arz

lol that was good:D

Koyal kee post kaa sahih satyaa naas maaraa hay :lahol:

:D

Re: Capri ko Udass Daikh kar …

Lolzzzzzz… :smiley:
Mein tumhare gham mein barabar ka shareek hoon :hehe:

Nawazish AQ :slight_smile:

Cute & Capri :)

:biggthumb

:D

:)

kiya baat hai