I am sorry capo…Rub ap k uncle ko janat-ul-Firdous main jagah day aur ap sab ko aur un ki family ko sabar aataa karey amean…![]()
http://postycity.net/postcards/sympathy/s2.jpg
i am so so sorry…:teary3:
I am sorry capo…Rub ap k uncle ko janat-ul-Firdous main jagah day aur ap sab ko aur un ki family ko sabar aataa karey amean…![]()
http://postycity.net/postcards/sympathy/s2.jpg
i am so so sorry…:teary3:
:( Allah mian un ko janat ul firdous mah jagah dein Ameeen aur un ki family ko saber ata karein
:(
Capri jee is mushkil waqt meiN Allah aap ko our family ko sabr ata farmaye our aap key uncle ki maghfarat karey(Aameen)
Oh gosh :(
Allah un ko apnay jawar-e-rahmat main jagha day (ameen)
aur ap ko aur unki family ko sabar day :(
Oh:(...Allah Karim aap ke uncle ko Jawaar-e-Rehmat mein jagaa anaaet farmaey aur un par apna khaas karam farmaey aur aap ki family ko ye sadma bardaasht karney ki taufeeq ataa farmaey. Aameen.
Sad ![]()
Capii Allah Aap kay Uncle ko JawaaR-e-RahmaT meiN Jagha ataa Farmaaey, aur aap sab ko yeh Sadma Bardasht karnay ki TaufeeQ ata karay Ameen.
Ina lilah he waina laihe raJeoon....
sorry to hear for your loss capi,
Allah unhe Janat ul furdoos me Jaghaa ataa farmae.
Ameen...
suma ameen...
and baaki sab Ghar waaloun ko sabar se nawaaze...
Thank you every body for your prayers. Thanks a lot Nikami. I am honoured to be a part of you. Thanks again for the care and concern.
Allah Mian aap sab ko apne hifz o amaan mein rakhein.