Re: Cant read my blog
![]()
aray gng…yeh diary miary likhtay to gee farig loug hain. yahan apnay, dunia, mulk k maslay he nahi khatum hotay k banda aik cheez ko pakar us ka perchar dunia bhar may keray. ![]()
app q nahi likhati? (app k to may zaroor perhoon…dekh lain abhi say aik phanka majood hai
)
sola anay sachee baat.
…pora jang ka samah hoo meray blog may
aik say aik perha likha intellectual say meri bhess horahi hoti ![]()