[thumb=B]file3.JPG[/thumb]
![]()
[thumb=B]file3.JPG[/thumb]
![]()
cake?
lamp shade?
aur neechay gulab k pattay phelay huay hayn kya? ![]()
batao kya hae ![]()
aik image hay:blush:
PS:
mujhay water cooler do naa:hug:
irem wrong wrong wrong ![]()
gadha bhai
yeh picture hai
so app bhi wrong ![]()
Sooraj kee bachchee daal daal kachchee
is it a gamla of flowers ya plants jo tum ne table pe ulta ke rakha hua hay?
![]()
yeh aik picture kee image hay:snooty:
nahi tu ![]()
keep guessing..one day u will get it ![]()
gadha bhai..wrong agian
yeh sirf aik pic hai ![]()
mitti kay khiolnay waali:snooty: mujhay water cooler dau naa:(
A big funny hat?
iss kaay ooper MOM baTTi jaalie hay:-O?
tumhaaray jahez kaa saamaan tau nahiN kahiN:D?
EDIT EDIT EDIT ![]()
u weren’t suppose to guess it soo soon ![]()
mera koi jahez nahi hogaaa ![]()
water cooler apka howa ![]()
kaun jeetaa hay teri zulf kay sar honay tukk:love:
shamma har rang maiN jalti hay Seh’r honay tukk:D
wah wah wah!!! irshaadh irshaaad..(yeh wala nahi koi aur sunaae
)
yehi wala sunna hay tau ‘MUKARRAR’ bolnaa paRRay gaa:D
koi aur sunna hai ![]()
accha:blush: tau yeh lo:):
aik shair sunno:dhimpak:
mujhay nahiN aataa kissi aur say sunno:p
kissi aur se kyon..khud se sun leti hon ![]()
kitne parwaane jal gaaye yeh raaz jaane ke liye
shaama jalne ke liye hai ke jaalaane ke liye
(wah wah wah kya baat hai…)
shukeriya shukeriya shukeriya ![]()
parwaana jal rahaa hay magar jal rahaa hay kiouN?![]()
Yeh raaz janna hay tau khud ko jalaa kay dekh:snooty:
ALLAH HAFIZ:wave:
looks to me like a cake but artificial though.
agur yeh aslee cake hai to kiya chocolate flavoured hai i love choc. cakes can i have piece lekin bilkul neechay se chaheye takkay TOWER neechay aa jaye. hehehe