Calgary Guppy Meet

Re: Calgary Guppy Meet

:blush: buss kabhi gharoor nahin kiya

:snooty:

humain Pakistan ko invade kernay walay laug pasand nai :snooty:

Re: Calgary Guppy Meet

aho ji kabhee ghroor nahen kia
ghroor karnay kai liay hai kia janab kay paas?
:P

jab tum loog ganjay aur chor ko vote day kai mulk ka hakim bana saktay hoo tau mujh greeb kay wapas anay sai aap ko kia nusqan hona hai

Re: Calgary Guppy Meet

So why the move? definately permanent?

Re: Calgary Guppy Meet

awww dhotiiiiiiiiii

yayyyyyy

Re: Calgary Guppy Meet

Pakistan mein pahley kia kamm dhamakey ho rahey hain jo tum bhi apna dhoti wala dhamaka wahan ley kar jaa rahey ho? :smilestar:

iss move ka faisla tau Pakistan sy kaar kay aya tha…jab pahli dafa dhoti wilayat aya tha.
praying and hoping for definately permanent :slight_smile:

:khumar:

:shikra:

aho :phati:

Re: Calgary Guppy Meet

:D

Pakistan mein kahan move horahey ho? Baghlolpur mein? :D

Re: Calgary Guppy Meet

lahore kah lo ya baghlolpur wahan monve rahay hain hum

Re: Calgary Guppy Meet

Woh tou mujhe “aho” sey hi andaza hogaya tha :hehe: Chalo good luck. Wahan par job karni ya business wagera?

Re: Calgary Guppy Meet

jAb karnay ka irada hai
business app karwa dou tau karr lain gai
:chai:

Re: Calgary Guppy Meet

Chalo phir job k liye bhi good luck. Jab mein Lahore aaya tou mujhe apney kharchey par pizza hut ley chalna :yummy:

Re: Calgary Guppy Meet

mama andar ki baat batao... canadian gov't nain buddhi ko visa dainy say inkaar kar diya?

anna bhe lahore aur khana bhee pizza hut say :smack:

chacha pahlay yeh batao … thread ka topic bhee parha hai ya nahen :smack2:

sub aap say achay hain kisi ke dhoti main dhamaka nahin hota :phati:

yaad aaya aaj bhut zoor ka dhamakha howa tha police lines main - bhut dur luga :naak:

roshni skool graduation :stuck_out_tongue:

Re: Calgary Guppy Meet

Dhoti going to pak for ever??

Re: Calgary Guppy Meet

DMD, you live in Calgary? The WORST time I have lived in Calgary. Thanks.

~

:phati:

:snooty:

Re: Calgary Guppy Meet

DMD paai :smack: ticket scan karnay ki zaroorat nahin thi. there is such a thing as e-ticket. copy paste kar layna tha .

dooja hawwww hai tussi tay jaa raaye o. apna UPS yahan say hi khareed kar lay jaain. generator buhat shor machatay hain.

tay teeja what where are all the calgary guppies? :smack:

also…gulf air sucks :nook: