Mubarikaan Jeeee
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
Malik saab -
Mujhey yaad hai aapki shaadi ka ehwaal
ju kaafi achanak hoi thee
Ab mashallah kitni abadi ho gayee hai ![]()
Cadet - acha tu phir theek hai , tumhara number bhi aye ga ![]()
Confused Gadha- bhai mujhey apni nokri ka kaam bhi tu karna hota hai na
treat zaroor miley ge. Aaj sham ko 9 bajey bandu khan pohanch jana :k:
iraj- Thankyou
please sab ke samney tu hug our kiss na karo . log jealous hongey
tum mujh se roz batain kia karo , inshallah jaldi ho jaing
Angel Eyes - you have left me heart broken. Please send me your fresh and recent picture so that it would soothe my heart and senses and i start acting normal
Masoom Muskan - bajee ? meri kia chutya nazar arahi hai tumhain ?
main koi baji waji nahi hoon. Tumhari saheli hoon
Nilu jee- gila shikwa bhi tu apnoon se hi kia jata hai ![]()
Shikra - baaqi sab batain yaad rehti hain tumhain ! hoonh
Sadaf jee - Aaap tu eid ka chaand ho gayee hain, Mashallah bohat dino baad dedaar howa, kaisi hian ? ghar baar kaisa hai ?
Janu Jia - ye tu sirf tum hi keh rahi ho… baqi log tu kehtey hain ke merey dimagh ke nut bolt bohat free hain
Maximum madness thanks yar ![]()
[quote="Code_Red, post:251, topic:184460"]
kahain parha tha ky maangi hui mohabbat ka maza bigri hui sharab jaysa hota hay ........anyways aaj kal mohabbat maang kar bi mil jayay tho ghaneemat hay;)
Khair ab aisi achanak bhi nahin thi ![]()
Aik beta hay Masha Allah ![]()
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
kabhi kabhi tu jealous bhe ker daina chahiyay
logoon ko - asal main mjay itni batain kerni nahin aati - ![]()
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
Mubarak ho!
Aap jeeyen hazaaroN saal... and I forgot the rest.
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
Jee hum nay yah apnay (ap jaysay) seniors say hee seekee hain ![]()
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
nut bold free honge…magar tum khud free nahi ho na ![]()
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
PrincessFiona and JJ, mere ko samajh nayee aayi..
![]()
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
^ ap ko samaj ayay gee bee nahi ![]()
Re: Cafe walo ! Jawab do ! hisaab do
^yaar yehi to masla hai naa.. :( koi samjhany wali to milay ;)