Re: || Cafe Police Station ||
hum log pakarte hain
or wakeel ka kya hai sirf saboot jama kar ke faisla suna dete hain ![]()
mere thaane mein ALIEN kahan se aa gaye ![]()
me nahi darti kisi wakeel shakeel se
bula lo jis ko bulana hai
aap mere sawalon ka jawab do warna chor bhaag jayega ![]()