Re: Cafe Mafia VII
hain.. ye kaisa doctor hai..!! idhar may chilla chilla ke mar gaya houn.. aur doctor aa hi nahee raha..
kaisay emergency service hai ye..! ![]()
is say acha to dhabbay pe chai walay ko keh deta, woh chai pila keh kuch dayr to sambhal leta.. hoonh
if so.. meri rooh ko shaani jab hi milay gi jab asli mafia ka khooon hoga..!!
yaar aap sab ko apnay sir pe khubsurat baaloun ka wasta.. may Mafia nahi houn.. nahi houn.. nahi houn.. sound echoes in the thread