~*~*~*~*~ Cafe Key Rounaq ~*~*~*~*~

U kay Khiyaal main Cafe key rounaq kounsi Shakhsiat hay :hmmm:

I think Jiia :omg: :rotfl:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

:aj: theek hai

PS. :hugz: for Jiia

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

me ko u se dar lag gaya hi:bummer:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

koi shak nai is main Jia jahan jati hai ronaq ho jati hai wahan :snooty:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

jia kisi se darny ki zarort nai main hon na tumhary sath :hugz:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

thaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaankuuuuuuuuuuuuESHAL:meeno:
av wala to nahi na edar

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

ghussa jiia key select honay par aaya hay kia :bizz:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

u b bacho:mehr:
gs per kese kese AV aa gae hen:eek:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

Mairay AV par mat jao :wink:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

:hehe: main kisi se nai darti :snooty:

haan main daikh rahi hon aisay aisay AV :eek:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

Ronaq isi liye hai ke kuch smjh nhe ati is ki isi liye saray awain he khush hotay rehtay hai iskay comments perh kay aur bus ronaq he ronaq :smiley:

:shoaby:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

kam az kam main tu nai hon :crying:
i think its Mus Mus
:crying:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

Hoye dost tum jiss kay :omg:

Haan ittna cute av hay kabhi iss kay teer-e-nazar ka shikaar nah ho jao :omg: :rotfl:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

kaisay kaisay AV :blush:

youn kaho kah chawalian he marti hay :fatee:
:omg:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

I am nobody’s favourtie :naak: :naak: :naak:
:zobo: to Sannan

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

Agar woh smjh jaye to acha hoga uskay liye :rotfl:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

aam logon mi samajh ki kami hote hi:mocking:,u chup karo

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

smajh ki kami u ko hi:smilestar:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

haan wo khushkismat ho gaya…line to pori bolty :emmy:

Re: ~~~~~ Cafe Key Rounaq ~~~~~

haye tum to cafe ki jaan ho :hugz: