Cafe' ka sb say ghareeb insan

Re: Cafe’ ka sb say ghareeb insan

me me hath khara karing :salute:
** hath khara kar kay aur ghareeb nazaar aa raha hoon mein :teary2 *****

tum mairay munh key baat cheen lia karo :smilestar:

Aik Ameer Zaadi nay mairay munh key baat cheen kar
Mujh ghareeb key ghurbat ka urraya hay mazaq :teary2: :teary3: