Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

rozey b achey ja raey hain mgr garmi bht hai IS bhai :(
aapka Ramadhan kesa going?

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

mi abhi soon gi na jab neend aae gi:cb:
haw hy zada bara bhi na banne:emmy:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

ALLAH ka sukar hay bohat acha ja raha hay
ar ham log garmi k sath loadshading ko b enjoy kar rahe hain Ramadan main :D

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

agr neend nai a rai then quran e parh lo aap :@:

is main itne ghusse wali kaya baat hay :barbie:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

uff bataya na light off hi

mere 14 para ho gae hen roz k 2:blush:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

wow :D…wapda zindabad :aj:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

IS bhai naseehet dekho kise kr raeiiiy hain subah subah :omg:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

torch istamaal kar lo aap :@:

mashaALLAH
mujhe b apni duaoon main yaad rakhiye ga :slight_smile:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

wapda se zaida hamri govt ZINDABAD :@:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

esi laiye tu aaap ko nai ki main ne :stuck_out_tongue:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

zarur:e6:
torch ki zarurat nahi.sham ko farigh hote hun 6 se 8 sakoon se parhte hun 2 parey

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

krtey to me ki naseehet b sunni perti :mehr:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

ho hi be adab
mere siignature parho chalo kuch seekho muj se:sannan:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

subha banda zaida sukoon se parh sakta hay :@:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

q bhai bhai ko achi si kaam ki naseehet nae kr sakta :emmy:
mera khiyal hai siggy mein saaf dimagh ka word b hai usey ghor se parho :omg:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

aise moqoon per main apne dono kano ka istamaal karta hon :@:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

wo mi ne apny liay lkha hi:smilestar:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

g bilkul lakin kia kia jaae kabi kabi koe orr choice nahi hot:@:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

wah kia kamal krtey hain aap :@:

Re: Cafe di Baithak - August (Ramzan Mubarak Also)

khair tm ne to kisi ki sunni hi nae to choice ka kia phr :hehe: