By Seeing Lahore Weather

Re: By Seeing Lahore Weather

bhai ji Allah wastay ka bair hota tu us ki writing skills ki tareef karta?..lakin poetry…yahan aap ki baat manana mushkil hai…daleel tu may nay bhi dee hai…eye to eye ki…kiya abb woo reeshma say bara singer hai? aisay tu nai hota na…hamari baat ko bhi kuch wazan daien…aisay na karain…