Re: By Seeing Lahore Weather
Khuda jisay chahata hai izzat deta hai..is say mujhay inkaar nai…lakin agar wo mashoor hai tu is ka matlab yeh nai k woo shair bhi acha hai…or mashoor woo dramay say ziayda howa tha, drama nikal doo … or phir us k baad us ki book market may lay jaoo…may bhi dekhta kitnay loag us ko parhtay..or wasey bhi mummy dady lovers ko aisi he shairi appeal karti hai…i mean no offence to any one…but the fact is that jis shairi k aik aik lafaz may darya nai woo shairi shairi nai…nasar ko azad nazam bana dena bara karnama nai…
tu nay dewana banaya tu may dewana bana…
abb mujhay hosh ki dunia may tamasha na bana…
is jaisa aik shair bhi wasi shah ki shairi say dhond k laa doo…aik aik lafaz is shair ka samundar hai…