Kaat kar laae naisitaan se yahaan..
Mard o zan meri nawa se khoon-chakaan ..
jo bhi apni asal se hoga juda ..
hoga wasl-e khesh us ka mudda’a. - Rumi
Re: By Rumi
rumi wrote in urdu? ![]()
Re: By Rumi
Rumi ke kisi chahne wale ne aisi Urdu main translation ki hai, jo Urdu bolne walon ko shayad hi samajh aae ![]()
Re: By Rumi
bare GAARHI URDU hi ![]()
Re: By Rumi
![]()
Re: By Rumi
GaRdi aur sheere main doobi hui
Re: By Rumi
eski bhi translation hone chahiay :halo:
Re: By Rumi
Diva aur KKF ke ilawa kisi ki kia majal jo isko translate kar pae :)
Re: By Rumi
unko hazir hone ki darkhawast guzari jae:party:
Re: By Rumi
Translation:bummer:
Re: By Rumi
Diva aur KKF ke ilawa kisi ki kia majal jo isko translate kar pae :)
bhai, jiskii bandariyaa vohii nachaaye...Diva Bhai ko Haazir kiyaa jaaye! :D
Re: By Rumi
bhai, jiskii bandariyaa vohii nachaaye...Diva Bhai ko Haazir kiyaa jaaye! :D
are you sure the muhavra is this ?
Re: By Rumi
are you sure the muhavra is this ?
asl moHaavarah to yuN hai:
jiskaa bandar, usii se naache!
vaise, u ko kia? ab asl kaa zamaana hii kahaN rahaa? ham naqli tum naqli saaraa jag naqli :D
Re: By Rumi
'cuz i had ehard the asal muhavra…and i got confused…isiliye poocha:hehe:
waisye aap naqli hongey..mai nahi ![]()
Re: By Rumi
sabhii naqli haiN…asli to ab banne hii band ho gaye…yeh gaanaa sunaao…maaro goli:
Re: By Rumi
you have a video for every other posttttt ![]()
Re: By Rumi
maiN sangeet vidduvaan huuN! ![]()
Re: By Rumi
viduvan -educated ? ![]()
or is tht vigyan? education?
can i learn languages one by one…are you testing my hindi ![]()
Re: By Rumi
lol…vidduvaan means knowledgeable
tumhaaraa saath Hindi bolnewaaloN kaa to nahiiN…phir Hindi seekh kar kia karogii?
vidduvaan banaa hai viddyaa [knowledge] se jab k vaigyaanik banaa hai vaigyaan [science] se
hehe
Re: By Rumi
knowledgeable and educated are similar ![]()
seekh nahi rahiiii…abhi urdu seekh rahi hoon…