kamaal-e-zabt ko Khud bhi tu azmaoongi!
main apnay haath se us ki dulhan sajaoongi!
supard kar kay usay chandni key haathoon!
main apnay ghar kay andheroon ko laut aoongee!
badan kay karb ko wo bhi samajh na paayegaa!
main dil mein roungee, ankhoon mein muskuraongee!
wo kya gayaa ke rafaaqat kay saray lutf gaye!
main kissey rooth sakhongee, kissey manoongee!
wo aik rishta-e-benaam bhi nahin lekin!
main ab bhi us kay ishaaron pey sar jhukaonngee!
bichaa diya thaa gulaboon key saath apna wajood!
wo so key uThay tu Khwaaboon ki raakh uthaongee !
ab us ka fan to kisi aur sey mansoob hua !
main kis ki nazm akele mein gungunaogee!Javaz Dhoondh raha tha nayee mohabbat ka!
wo keh raha
tha kay main us ko bhool jaoongee!
(perveen shakir)
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
bahut khoob Perveen shakir my favourites !
especially this ghazal is too good!

[/QUOTE]