Ek Admi ki biwi ka inteqaal ho jata hai
wo janaza le kar jaa raha hota hai
janazay k agay ek Kutta(Dog) jaa raha hota hai
aur janzay k peechay admion ki ek lambi line hoti hai
ek doosra shakhs marne wali k husband se kehta hai janab kaise hua ye
Admi ne kaha yar wo jo kutta agay ja raha hai uss ne meri biwi ko kaat liya thah
Aur meri biwi mar gaye
Uss shakhs ne kaha yar ek din k liye ye kutta mujhe de do plz
Admi ne kaha peechay line mien lag jao
Re: BV se chutkara
LOL!!!
Re: BV se chutkara
:D
Re: BV se chutkara
:)