1 Maa Bachay ko laiy Roh rahii thii
Buzurag ne, Roonay ki wajaa Pochiii
Maa nai kahaa ky meraa bachaa bemaar hy aur dawaa ky lai paisay nhii hain
Buzurag nai 1000 kaa note diayaa aur kahaa, Jao dawaa loo aur 100 kaa doodh be lai leena, Baqii Paisay muhjay wapiss de denaa.
auraat thorii dair baad wapis aai aur 700 Rz buzurag ko wapis kar diay
Buzraug khush howaa or sochnay laga ky neki kahbii zaya nhii jati, Doctor ko fee mil gai, bachay ko dawaa mil gai aur
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
meraa Jaali Note be chaal gaiyaa
Re: Buzuraag aur Bachaa
Main samjha k babe ko 700 ka sedha note mila hoga
Lekin baba tez nikla:smokin:
Re: Buzuraag aur Bachaa
nhi yeah baba 700 ka note be chala saktaa hy
Re: Buzuraag aur Bachaa
Kamaliye ka kamal baba lagta hai:)
Re: Buzuraag aur Bachaa
hmmmmmmmmmmmm bra chalak baba hy
Najim
June 11, 2012, 9:16am
10
Re: Buzuraag aur Bachaa
This reminds me a joke
A guy mistakenly printed Rs.15 and thought what to do with it, so he went to a remote village & in the shop there was an old woman sitting, he approached her & said, "Maee, yeh 15 rupay ka Khulla to daina"
The woman said, "Bilkul, yeh lo" & handed him over two Rs 7.50 currency notes.