okie people apnay baray main lambi lambi chorrain… main yeh hoon main woh hon like..i start it …
salam jee.. maira naam akif hai aur main iss dunniya kaa saab say khoobroo jawan hoon..mairee kya baat hai… main to jee buss perfect hon aur mairay zauq kaa kya kehna . buss je.. mairay mukabilay kaa to koe hai he nahien…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
so here is ur turn now…
mairay dill mairay mussafir