Bus meray dil ko...

Bus meray dil ko gilla nahin ata
sub aata hai pooch kia nahin ata

shokhi say ji mera bhur gaya hai
ghum ko bulata houn kay ab maza nahin ata

bulata houn essay ik nazar dekhnay ka liay
ka ye nasha yakta hai baaraha nahin ata

daagh tu barray parray hain es jigar par
dikhata main sub ko par tamasha nahin ata

kaheen main teray dil ko na dukha baithoun
ka mujhay such main assouley wafa nahin ata

hain barray ansoo merey ankhoun main
rowta main ji bhurkay magar rona nahin ata

darta houn woh kahin badguman na hoa jaiy
es liay lab par naghman wafa nahin ata

kuch tu niklay ga matlab meriy baat ka Khawar
ka kahna tu ata hai par bjaa nahin ata