bura legta heye?

bura legta heye?

acha nahee, wohh admi bura legta (‘appears’) heye
jo apni hasti ko khood past kareye
jo apni koshish ko hee namuraad ba daleye
wohh admi bohet bura legta heye
jis kee heran kun afra tefree meye guzri ho aik umr
jeb iss ko roneye keye liyeye shoulder milyeye
wohh iss ko juthla deye derr kerr,
tow wohh admi bura legta heye
acha nahee legta
wohh admee bohet bura legta heye
laikin,
iss ko maloom yeye bhee ho ga
keye wohh admee bura nahee jhelkta heye
wohh bura bhen raha heye
wohh semhjta heye
aiseye umr kata deye ga
her baar seye phir dil berdashta baneye ga
iss baar nahee
ubb iss baar nahee
chaheye koe aur ho
wohh admi ubb bura nahee baneye ga.
iss ko khood pata chaleye ga
wohh admi acha bheneye ga
apni tezlil ke daleel wohh khood deye ga
wohh admi real meye acha raheye ga
kisi aur ka sahi
wohh admi acha sathi baneye ga
jo abhi khood apneye aap ko bura legta heye

-dushwari

Re: bura legta heye?

Nice one Dushwari :k: Thanx for sharing :slight_smile:

Re: bura legta heye?

thanks, Amal.
yey mushkil tha likhna bohet ziyada
per mujh ko likhna pera.

dushwari