humain kal bohat haathon main khujli hoi tou hum nay apnay bhaiyya ko thappar day mara, phir tou hum dono ki hatha pai start hogayee ![]()
humain bara mazaa aaya hum nay bhi gin gin kay badlay liyah bhaiyya sey, jab woh hum sey subah ka nashta banwatay thay aur hum sey neend main uth kar unda nahi fry kiya jata tha
lekin uss hatha pai kay chakkar main, humaray left hand main dard ghuss betha aur ab yeh haal hai kah humari cheekhain buland ho rahi hain aur humari ammi jaan humain bohat daant rahi hain kah baray bhaiyya ko thappar maarnay ka nateeja, par hum nay tou seedhay haath sey mara tha tou left walay haath main dard kyun ho raha hai bhala? ![]()
Re: bummer
maybe because...
every action has an equal or opposite reaction
Re: bummer
Aisa kro ab k left se mar ke chk kro right main dard hota hai k nae?
Re: bummer
pata nahi ye paki log kabhi ye humaen aur ye bhaiya wala culture choraen gay!!!
![]()
Re: bummer
Hamaray yahan Alkamonia to aisa kuch naheen hota hay …aap key dard-e-dast-e-shafqat to naheen ho gia :cobra:
Re: bummer
yaar “humain” word sweet lagta hai…even meri ammi bhi “hum” karkay baat karti hain..main, meri main itni mithaas show nahi hotee jitni kah “hum” main… ![]()
iss main chirnay ki baat nahi hai..yeh bolnay kay adaab hain.. ![]()
bhaiyya aur bhai kay matlab ek hi tou hotay hain..aajkal tou log apnay adaab bhool gaye hain..ammi jaan kay bajai mum ya bro kah kar bulatay hain… aksaar log tou ammi ya abbu sey “tum ya tu” sey baat kartay hain..kitna cheap lagta hai na…
yehi humari tehzeeb aur adaab hain..?
Re: bummer
aap nihayat hi badtamez aur bayadab larki hain, apko shurmindagi se kehna chaiye jo qissa aap fakhar mehsos kar ke suna rhi hain ![]()
Re: bummer
aap ko takleef hoi hai, ya humain? ![]()
Re: bummer
Agar Hum Aapko TUM kahaingey tou aap ko bura tou lagay ga … yeh Aap Aur HUM keh k baat karna Muhazzib Language hay … ![]()
Aur Rahi Baat Culture ki Tou PAKISTANI culture Par Humain Fakhar Hay … Don’t want to Change it Till Death… ![]()
Re: bummer
Arey yeh koy baat naheen…:cobra:
Muje se kabee kisee ne poocha tha ke metric se agay thumhare thaleem kyun naheen.
Hum Paindoo ne sakthee se jawab deeya ke yaar bachpaan mein humko Masterjee ne phley lesson mein mar kar ik Dant nikaldeeya tha…
BA banaye thak tho phir Moonh mera Ahlaay kee tara howjatha… ![]()
Re: bummer
![]()
wt an idea jasoosni u shud try it yaar
Re: bummer
ultay kaam karo gy tu kuch ulta he hoo ga