hum aaah bhi bhartaiN haiN tou ho jatay haiN badnam
woh katal bhi kartaiN haiN tou charcha nahi hota
![]()
![]()
![]()
koi jawab inayat karay ga ![]()
hum aaah bhi bhartaiN haiN tou ho jatay haiN badnam
woh katal bhi kartaiN haiN tou charcha nahi hota
![]()
![]()
![]()
koi jawab inayat karay ga ![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
What happened?
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
dard hota hai jigar jalta hai
tum hi batao kay mei kya karon ![]()
p.s. ![]()
Re: Bummer -- Aisa Q hota hai -- Bummer
Aap ja ke patang udalo, khuli hawa main :D
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
koshish ki the per kawwa patang lay ura actullay mei kawwi ki shape wali patang ura raha tha ![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
aap hee apnee harkatoun pay zara ghor karain
hum agar kuch kahain gay to shikayat ho gee
:halo:
ps:waisay who is woh
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
hm ![]()
yani log her waqt net per is liye hotey hein
well yeh ‘WOH’ kaun hey???
![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
wah wah..keya nakam ashiq ke ahh bhari hae
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
bas ik yahi aaaaaass hai
ussay panay ki pyaas hai
![]()
p.s. ussay = someone (even i don’t know bout :()
** farhansam** babo woh kia kehtay haiN
har aaah aaah aah per dam niklay
niklay meray arman per abhi kam niklay ![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
yeh aj kal kaun sey channels dekh rhey hein jo yeh haal ho gaya hey
kaha bhi hey k aisi filmein and aisi shaiyiri ki kitabein muzre sehut hein:cb:
Re: Bummer -- Aisa Q hota hai -- Bummer
hey IQ...new neighbours ?? ;)
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
neighbours ka to baad mein poochna ap pehley apna pc:badpc: i mean net sahi kerwayein:o
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
uffffffffoo yah shair probably kisi nay mayray nam per lika hoga ![]()
![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
Roge film dekh raha tha ussi ka asar hai ![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
naeghourni ![]()
attia: khushfehmiaN logo ki ![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
IQ ka IQ level neechay chala gaya hai iss liye aisi behki behki baatein kar raha hai ![]()
Re: Bummer -- Aisa Q hota hai -- Bummer
nahi aasal mei mera saari demagh tou tum kha gae ho kuch bacha hi nahi :p
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
uss dimagh mein kuch tha he nahee khanay ko, khali khokha tha ![]()
Re: Bummer – Aisa Q hota hai – Bummer
Q kay tum say pehlay hi kisi nay sab kha leya tha ![]()
abb dost honay ka haq ada karo aur thora sa apna demagh mujhay day do
friend ineed is a friend indeed ![]()