bujha diye hain khud apnay hatoon say ... :(

bhuja diye hein khud apnay hatoon, mohabbatoon k diye jala k
meri Wafa nay ujaar dee hain, umeed ki bustiyaan basa k

tujhay bhula dein gay apnay dil say, ye faisla tu kya hai lekin
na Dil ko maloom hai na Hum ko, jeyein gay kaysay tujhay bhula k

kabhi milein gay jo raastay mein, tu moun phira kur palut parein gay
kahin sunaein gay jo naam tera, tu chup rahein gay nazr jhuka k

na sochnay pur bhee sochtee hoon,k Zindagi mein kya rahay ga
Teri Tamunna ko Bus mein kur k, Teray khiyaloon say Duur ja k……

Nice

bahut khoob! :)

:)

wah ji zaberdast !!!!!

sigh

Nice

Wah g wah zabardast :k:

Thanx U ALL Ppls :kiss:

:flower2:

:)

:k:

yaar ager tum yeh sab na bhi karo to kuch nehin ho raha! :hehe:

na sochnay pur bhee sochtee hoon,k Zindagi mein kya rahay ga
Teri Tamunna ko Bus mein kur k, Teray khiyaloon say Duur ja k……

wow..bahot achha khayal hai.

Good work, HeArT HaCKeR ji.

Thanx Alot :kiss: Pramod

Tani Monstar thx u too :kiss:

SKN: apna moun bund hee rakho tuu acha hai :hoonh:

yaar moon to mera khul raha hai...tum kiyoun jal rahi ho! :p

:k:

bohat nice haye…
thanks for sharing. :k:

http://www.gupistan.com/gallery/1/sss.gif

boht achiy :k:

Awwwww thanx u **Hanie, nikki and Masoom muskaan **

:kiss: so nice of You