buhat kuchh suN lee'ya main nay

***buhat kuch keh dee’ya Tum nay
buhat kuchh suN lee’ya main nay
mujhay ab tum ijazat do
mujhay us day’es jana hai
jahaaN paR chahto’N kay geet
Koyel gungunati ho ***

Re: buhat kuchh suN lee'ya main nay

ijazat hai but kuch yahan b gunguna k suna do aap

Re: buhat kuchh suN lee’ya main nay

Wo to aap yahaaN bhi gunguna sakti heiN, us ke leeye aap ko kisi aur day’es jaaney ki zaroorat nahi hey… By the way…nice sharing…achi nazm hey :):k: …

Re: buhat kuchh suN lee'ya main nay

gungunaa hi kiuN? baa aawaaz e baland aur baa tarannum sunaayeN...ham ne apne kaanoN meN kaun sii rooii ThooNs rakkhi hai...hehe...sho'la maqaali, sho'la bayaanii, vo bhii qurb-e-makaanii!!! :)

Re: buhat kuchh suN lee'ya main nay

koyal pRindi hai aag nahi jo sholay barsaa'ey :p

Re: buhat kuchh suN lee'ya main nay

Bus Koyal abb tu kuch gungunaa he do...
humain bhee apni mudhur awaz say lubha he doo!!

Re: buhat kuchh suN lee'ya main nay

koyal ap yahan kookain sholay K2F barsaiN gay ;)

Re: buhat kuchh suN lee’ya main nay

Nice nazam :k: Ab apnay deys key barey mein yeh kyalaat nahi atey balkay aisa lagta hai bahir jana parey gaa koyal ko sunnay ke liye acha hoa aap yahaan kookein :smiley:

Re: buhat kuchh suN lee'ya main nay

Nice One Koyal..:)

Re: buhat kuchh suN lee'ya main nay

v nice koyal,koyal choice:)