Re: Breaking News: ISI and Intelligence Bureau
hmmm... Habeeb Jalib kee yaad aa gayee...
Phool ShaakhoN pe khilnaY laggaY tum kaho
Jaaaaam RindoN ko milnaY laggaY tum kaho
Chaaak SeenoN kaY silnay laggaY tum kaho
Iss khulaY jhooT ko, Zehn kee looT ko
maiN naheeN maantaa, maiN naheeN maantaa
Allah, Pakistan ko apnaY hifz-O-amaan maiN rakhaY. aameen.