Re: Breaking News: Bomb Blast in Matani Bazar in Peshawar
Main koi Media strategy nai bana raha.
baqi rahi apki bat ka jawab to bhai sahib, roz ki bunyad par nahi hote they kabhi kabhar hote they. Aur woh bhi furqa wariat fasadat ki waja se taliban ka us waqt koi wajood Pakistan me nahi tha woh Afghan me they.