Re: Brand Consciousness - status symbol
vo Ghareeb log jinkii roTiyaaN chheenii haiN in ameerzaadoN ne, jinkii zameeneN chheenii haiN, jinke kapRe utaar ke beche haiN…yeh Ghareeb to vo haiN jinko Ghareeb banaane waale yehii so called umaraa haiN…mujhe taao aa gayaa lol…ab maiN ThanDa paanii peene jaa rahaa huN! ![]()