Re: Brand Consciousness - status symbol
unko kahaN se daulat mili? unke baabaa o ajdaad ne looTii hoNgii…saarii daulat haRap kii huii hotii hai…GhareeboN se chheenii huii daulat hotii hai unke paas aur vo sab ke sab awwaleen number ke chor uchakke aur luTere hote haiN! ![]()