Re: Boys!
Aray B.B.
Itni bulandi par naaa baitha karain…
Or doosri baat yeh kay main nay khirki say Sir bahar nikal kar daikha, magar phir yaad aya kay meri to door ki nazar Cum-Zor hai,
Sorry, main wahaan tak neheen daikh sakta…
Laikin parso main nay jana hai Qusais,
phir qareeb jaa kar building ko daikhoon ga…
Kia kaha, 11th Floor naaa,
theek hai,
Parso theek 4 bajay shaaam haaan,
Main building kay neechay khara hoonga…![]()
Decided…?