Re: Boys!
Maaf kijiay ga...
Machis hogi kisi kay paas...
Re: Boys!
Maaf kijiay ga...
Machis hogi kisi kay paas...
Re: Boys!
Had-e-adab!!!
![]()
Re: Boys!
Okay B.B.G.
Aaapka hukm Sir Aankhon par…
Re: Boys!
Machis to nahi lighter hai challay ga :)
Re: Boys!
**Sadaf: **By the way, kahaan say online hai aap,,, mujhay bhi batain,
Main is waqt Dubai-Sharjah road par hooon, opp. Airport,,,,
khirki say sir nikal kar daikh looon, ho sakta hai aap bhi nazar aajaen...
Re: Boys!
No, never,
lighter main gas hoti hai,
jo sehat kay liay theek nehen hai...
Re: Boys!
Khol aankh zameen dekh falak dekh fiza dekh
Zara khirki se khopri nikal ke bahar dekho Qusais ke mashriq main aik adad gulabi building hai, us building main nahin, us se agay wali, surmaie building ke giyarwahin floor pe hoon.
Re: Boys!
theek hai bhai aap ko gas nikal ker lighter day gay abb khush ![]()
Re: Boys!
Mai kis ko dekhoo ![]()
Re: Boys!
Okay Tata guys
catch you later
Sameer - building ko :p
Re: Boys!
Aray B.B.
Itni bulandi par naaa baitha karain…
Or doosri baat yeh kay main nay khirki say Sir bahar nikal kar daikha, magar phir yaad aya kay meri to door ki nazar Cum-Zor hai,
Sorry, main wahaan tak neheen daikh sakta…
Laikin parso main nay jana hai Qusais,
phir qareeb jaa kar building ko daikhoon ga…
Kia kaha, 11th Floor naaa,
theek hai,
Parso theek 4 bajay shaaam haaan,
Main building kay neechay khara hoonga…![]()
Decided…?
Re: Boys!
Sameer - building ko :p
Allah Hafiz:)
Re: Boys!
Aray,
bhaag gai,
chalo, pataa to bata gai naa...
Okay Sadaf,
C U, Ta Ta, Bye Bye..
Allah Hafiz
Re: Boys!
Or Haaan, Mr Dukhi,
Don't be more Dukhi,
tum aisa karo,
lighter main say gas mut nikalo,
daikho agar machis mil jae to mujhay courier kar dain...
Okay,,,
Re: Boys!
Koi bhai dubai mai pan walay ki dukan nahi hoti kia
Re: Boys!
No, never,
Mera ek friend paan khareedta hai,
woh bhi chup chup kay,,,
Building kay neechay khara hota hai,
ek Bangali aata hai,
woh apnay makhsoos code main kuch kehta huwa uskay paas say guzar jata hai,
agar aapko paan walay ki coding maloom hai to phir aap bhi usko reply dain,
phir woh wapas aega,
aap nay usko paisay dainay hain,
phir woh aapko khara kar kay jaega or building say ya phir road cross kar kay paan lay kar aaega (jo jagah aapko nehen maloom), phir aapko day kar chalta karayga,,,
Isi liay yahaan par deewarain laaal neheen hoti...
Re: Boys!
oh please
insan ko itna to pata hona chaiyay..
![]()
Re: Boys!
issi liye mai dubai nahi aata aik pan khanay k liye mafia ki language sikhny perty hai ![]()
Re: Boys!
Yes,
that’s great,
Kaafi aqalmand ho…![]()
by the way aap kahaaan say hain,
Re: Boys!
subzee mandi say bhai ![]()