2006 ki baat hai aik admi kisi tarah aik jin ko azaad karwa laita hai,to jin bolta hai bolo aakaa apni khwahish bolo mujhe hukm do mein kya karoon
Aadmi sochta hai n den kehta hai k tum mere liye america tak aik lambi straight road banaao.
Jin kehta hai aaka yeh mujhse nahi hoga darmayan mein jaanay kya kuch aata hai samandar paahar to yeh mujh se nahi hoga ! kOI AUR KHWAHISH BATAO
Admi kehta hai k meri bivvi (wife) ko mera farmabardaar kardo !
Jin kehta hai aaka yeh batao road double banani hai ya single 
Re: Botal Ka Jin
hahahhahahahahhahahahah uffffffffffff itni insult biwi aisee tow nahin hoti
Re: Botal Ka Jin
my husband would like this one....
Re: Botal Ka Jin
khawateen ko bura lag gaya but becharay mard hazraat yehi hota hia un k sath 
Re: Botal Ka Jin
Shaadi kar lo to apne aap farmabardaar ban jaaoge:D
Re: Botal Ka Jin
aap aapbeeti suna rahe hain kya ?
Re: Botal Ka Jin
mei abhi iss age ko nahi pohancha aap kareeb kareeb wahin hain apni khair manaiye 
Re: Botal Ka Jin
Beghum kabse Be-Gum ho chuki hai:)
Re: Botal Ka Jin
my all hamdardiis are wid u HG 
Re: Botal Ka Jin
Feelings are mutual
. Its a matter of time 