Bored Threads [merged]

Re: Godlie is being Bored

:khumar:

Re: Godlie is being Bored

*Shaadi karlo ... *

phir donon mil kar khoob bore hona, muqaabla karna bore honay ka ...

jab donon sath hongay to boriat ka khob maza aiyga... khoob enjoy karna boriat kay UNN haseen lamhaat ko ...

Re: Godlie is being Bored

**
personal experience?? **:aq:

Re: Godlie is being Bored

nah… only observations :wink:

hamari mohtarma to mashAllah normal hain bilkul :wink:

Re: Godlie is being Bored

*lol...
ye unn ka kehna hai ya aap k khyal hai??? *

Re: Godlie is being Bored

godlie
:konfused:

Re: Godlie is being Bored

aahae goldie aaisay kasiay shaadi kar le…
goldie ko abhi bohat kuch banna hai:blush:

Re: Godlie is being Bored

pehchana nahi …main tumhare bachpan ki dost:blush:

Re: Godlie is being Bored

Ohho ohohooooo
yeh tumhoooo :hugz:

Re: Godlie is being Bored

haan wohi jisne ek dafa tumhein pahar say dhakka de diya tha aur woh yaad hai jab main ne tumhein road ke beech main leta kar tumhare upper truck chalanay ki koshish ki thi:blush:

Re: Godlie is being Bored

kon tum?? :faizy:

Re: Godlie is being Bored

hann na ..
aur main wohi hoon…
jiss nay mela charaghan pay tumhari gutt ka bamberr chalaya thaa

yaar abb sari tum nay hee ghar lay karr jani hain :hoonh:

eik adhi saday wastay v rain dio :bummer:

Re: Godlie is being Bored

aur woh bool gab main ne shop say toffies churai thi aur maar tumhein pari thi

aur woh kasiay bhool saktay ho jab main ne tumhari dhoti ki phaar kar dress banai thi

Re: Godlie is being Bored

dur hoo kay khovo..
yani kay…
sidha e dhoti pay haath :emmy:

Re: Godlie is being Bored

isi ko to kehtay hain langootiya yaar hona:blush:

Re: Godlie is being Bored

**lol…

dasso jee… payan ay oe baar baar andi ye.. :wink:**

Re: Godlie is being Bored

main tau apny langotiya yaroon kay saath nahar pay nahata hoon :5:

shaam nu punj wajay nahar walay pull tay ana
dawAna main laon ga
tum kala namak lana

Re: Godlie is being Bored

main apnay langootiya yaroon ko make up karti hoon:snooty:

aur main nahar par nahi nahati mere golden golden bal khrab ho jate hain:barbie:

Re: Godlie is being Bored

nahar pay makeup ka bakxsa bhee lay ana

baloon ke fikar na karoo... kala shaaper bandh kay naha lana na

Re: Godlie is being Bored

DMD

Dil jalane ke baat karty ho…
tum nahane ki baat karty ho…
uss ne hafte se mouN nahi dhoya
tum nahany ke baat kary ho…

:smack: