***this is a challenge for every guppee…
dekte hain ke gupshup ke guppees mai kitne aqal ha..
question is..
Aik gali main________ bache khel rahe the, us gali main se aik ______ orat guzri, us _____ orat ne hath main _____ pakri the , un______ bacho ne us _____orat ki _____ gira di..???
In 7 blanks main same word ayega , fill it if you can!!!
Re: boojho to janain
sheyn:
is main hansne wali konse bat ha,
ya wakai aqal ke qami ha
sheyn
June 3, 2011, 5:11am
4
Re: boojho to janain
***Aaap hansanay wali baat karogai tho kya hanseingay nahi
Aqal hothi tho kya poora din idhar flood kerthay :D***
Re: boojho to janain
***han ye bhi sahi ha ,
to is matlab mai bhi be aqal hoon, nahinnnnnnnnnnnnnnnnnn!!!
sheyn
June 3, 2011, 5:16am
6
Re: boojho to janain
Aab aap kehthay hain tho maan na hoga
Re: boojho to janain
lakin chalin jawab to dai
sheyn
June 3, 2011, 5:34am
9
Re: boojho to janain
Cheeni
Sannan cheated …he read my mind ***
Sannan
June 3, 2011, 5:40am
10
Re: boojho to janain
I’m cheater and know telepathy
Now pleas stop thinking abt me
Re: boojho to janain
wah yar foran hi jawab da dia waise ye to batao ke mujhe is ka jawab dene mai do din kuen lage
KayZ
June 3, 2011, 8:01am
12
Re: boojho to janain
cheeni nahi ho sakta kio k cheeni jaha b nazar ai hunderds mein nazar atay hein siraf 7 nahi milay gay :)
Sannan
June 3, 2011, 8:07am
13
Re: boojho to janain
kayZ say pooch lo
impressed by your Azeem Zahanat
Re: boojho to janain
je han bhai kayZ aap he bata dejia ke mujhe 2 din kuen lage
KayZ
June 3, 2011, 1:46pm
15
Re: boojho to janain
je han bhai kayZ aap he bata dejia ke mujhe 2 din kuen lage
Aap nay cheeni ko Korean ya Japanies samjha ho ga is liay. Papa says they all look alike :)
Re: boojho to janain
Aap nay cheeni ko Korean ya Japanies samjha ho ga is liay. Papa says they all look alike :)
han bilkul sahi kha ao ne