Re: Bomb Blast At Old AnarKali - Lahore
ye pehli dafa to nahin ke koi hukmuraan mulk se bahir gaya ho aur koi hadsa huwa ho. aaj subh main Sheikhupoora main bhi hadsa huwa tha. jab se ye log bahir gaye hain karachi main kitne log marre hain?
That doesn’t mean ke wo official trip beech main choR ke aajae. agar inka yun wapis aajana hi unke concern ko show kare ga to phir unhe forun ticket katwana chahiye.