Bolnay Waley cheezain...... (merged)

Re: Bolnay Wala Tota..

nahar main tarbooz thanday kaar raha hoon:hoonh:
kia hoota hai yahan :vivo:

Re: Bolnay Wala Tota..

:sweetif:

Re: Bolnay Wala Tota..

:gadha:

Re: Bolnay Wala Tota..

Oye yaar pehlay hi thand lag rahi hay, aur oopar say thanday tarboozun ka zikar shroo kar dya tum nay… kya pneumonia karwana hay?

@K337

Tum kiya machlian thandi kar rahi ho?

:desimunda:

Re: Bolnay Wala Tota..

:chai:dobara aap say hi garam karvani hainna is liye

Re: Bolnay Wala Tota..

jarabain pahan kay nahaya karoo na unkil:smack:

Re: Bolnay Wala Tota..

Koi masla nahi, hukkay pay rakh kay garam kar dun ga.. fikar not.

Kal friday, maza aa gya!

hmmm, .. ye mujey mashwara day rahay ho kay pengu ko? :hmmm:

Re: Bolnay Wala Tota..

jis ko bhee sardi lagti hai

Re: Bolnay Wala Tota..

:hoonh:

Re: Bolnay Wala Tota..

Haan na… biwi ko shopping pay ley jaana hay, :p:

Re: Bolnay Wala Tota..

friday ko pingu roasht :shoaby:

Re: Bolnay Wala Tota..

yaar penguin ko to lagti nahi, ye to baraf main mazey say nahati hain… mujey hi lagti hay.

Lekin jarabein pehan kay nahana…

sochun ga.

wo to geeli ho jaein gi, :hmmm:

:desimunda:

Re: Bolnay Wala Tota..

:smack:
unkil app bhee na bass…
plastak kay lafafay charha laina na jaraboon pay

Re: Bolnay Wala Tota..

hmmmmmmmmm… flooding zoron per .. :clown:

Re: Bolnay Wala Tota..

Yaar iska to main nay socha hi nahi.
Jarabein + plastic un kay oopar.
Phir plastic kay oopar ek plastic.

Yaar itni takleef jo karni hay, to paani na garam kar lun?

:dhimpak:

Re: Bolnay Wala Tota..

Aap roof pay charh jaein.

Jee aya nun.

Auf bachay theek thaak?

:halo:

Re: Bolnay Wala Tota..

:smack:
pani garam karr kay app nay tau khota he khu main sut diya hai

Re: Bolnay Wala Tota..

OoOoO

my two favourite uncles are here..:hugz:

Re: Bolnay Wala Tota..

:sweetif:
hAllo cani :waves:

Re: Bolnay Wala Tota..

Doosra kon hay?

:hoonh: